Friday, July 11, 2014

Aslam-0-Alaikum SEO CLASS__1 Aj ye post un dosto k liye kron ga jo webmaster hai ya jo webmaster banana chahty hai wo dost jinka koi apna blog ya website hai lakin unko seo nahi ati jiski waja se wo dost achi or quailty ki traffic hasil nai kr saktay is hawalay se ma un dosto ko keemti maloomat dun ga jis se ap apny blog/website ki traffic or acha page rank hasil kr sako gay isi silsalay ka pehla step ma aj apko btaon ga ma apko pahly back link k baray ma or unke faday kya kya hai btaon ga seo asal ma ye hai k agar ap koi apni website ya blog banaty hai to uska kisi ko pata nai lagata jb tak ap seo nahi krty seo se apki website/blog google or dosray search engin ma add ho jata hai jisy visitor search kr k apki site pe atay hai... What Is Backlinks? Ab sawal ye hai k akhir backlinks hai kya? Backlinks wo links hai jo ap ki website/blog url par mushtamil ho ye links kisi b traffic ya achay rank wali website par moujod ho to ye backlinks hotay hai jaisa k maine aik site banai or iska review dainay k liye is group ya kisi or dost ki site pe ma apni site ka link paste kr k kuch likhta hun k is site pe apko registered software milay gay mera link ye hai http://Soft-lovers.blogsp ot.com ab is link pe jo b click kry ga wo mera backlink ban jaye ga umeed ha apko backlink ki kuch maloomat ho gai ho gi